Hello dosto,
I
hope aapko meri phle ki post pasand aayi hogi jo ki simple aur kafi effective
hai. Aaj mai aapko back lat ki workout btaunga.
1- Chest ke sath bhi kuch log kabhi -2 iski bhi workout sath me krte
hai. Hum aap kar skte ho but inte achhe se workout ni ho pati hai. Aap iski
workout 1 din routine ke according kre.
2- Back workout dumbell, machine and barbell se kiya jata hai. Aap koi bhi workout kre to apna comfort per bhi dhyan de aur jyada pressure mt de apni body per dusro ko dekhker.
3- Aap apne gym trainner se baat kre aur sari routine trainner ki dekh rekh me kre.
4- Back exercise bahut jaruri hai. Aur ise bahut carefully kre kyuki isme aapke kamer pr bhi bahut pressure padta hai.
5- Chest jitna jaruri hai look ke liye to back bhi bahut jaruri hai.
6- Aap light weight se workout start kre jyada heavy weight leker pressure na de body ko. Because back workout bahut dhyan se kre isse back me injury aa skti hai aur belt ka use kre.
Let’s start exercise….
Firstly jo maine phle bhi btaya ki exercise, yoga krne se phle body ko warmup aur stretcing bahut jaruri hai isse fayda ye hota hai body puri trh se prepare ho jati hai exercise ke liye blood circulation thk ho jata hai.
EXERCISE - 4 SETS OF 12-15 REPS
1 1- Wide grip pulldown
behind the neck
![Image result for wide grip pulldown behind neck](https://s-media-cache-ak0.pinimg.com/originals/48/6a/01/486a019ace3f29d93cf28e808586e1b9.png)
2- SEATED CABLE ROW
3- T-BAR ROW
4- BENT OVER BARBELL ROW
6- BARBELL DEADLIFT
![Image result for deadlift workout](https://oldmansgym.files.wordpress.com/2015/04/dl-muscles.jpg)
MIX WORKOUT FOR BACK
i HOPE AAP SABKO YE WORKOUT JARUR PASAND AAYA HOGA. AUR YE BAHUT HI HELPFUL HOGA AUR JALDI HI MUSCLE GAIN KR PAYENGE.
THANKS....
No comments:
Post a Comment